Roman script

dil lubha ke mere sathi bhul jana na

jaise roti hai ghata waise rulana na

dil lubha ke bhul jana na

dil lubha ke bhul jana na

bat naino se hui rato ki nind gayi

bat naino se hui rato ki nind gayi

bar bar aaye khyalo me mai ye kah na saki

is tadapte dil ko tum meri kasam tadpana na

jaise roti hai ghata waise rulana na

dil lubha ke bhul jana na

chandani bhi khil uthi nile gagan ki baho me 

chandani bhi khil uthi nile gagan ki baho me 

chain dil ka dhundti hu chandarma ke dag me

aankh ke taro ko badal me chipana na

jaise roti hai ghata waise rulana na

dil lubha ke bhul jana na

dil lubha ke bhul jana na

Explore this song