Roman script

dil laya mai 

dil laya mai bacha ke punjab se

dil laya mai bacha ke punjab se

kitna hai pyar dekho mujhko janab se

rup layi mai bachake rajasthan se

rup layi mai bachake rajasthan se

kitna hai pyar dekho mujhe shriman se

dil laya mai punjab se 

o rup layi mai rajasthan se

uljhe hai nain mere julfo ke bal me

uljhe hai nain mere julfo ke bal me

aag laga du mai to shama ke jal me

aag laga du mai to shama ke jal me

ab na jalana aankhiya milana

tera hu imaan se

dil laya mai 

dil laya mai bacha ke punjab se

kitna hai pyar dekho mujhe shriman se

dil laya mai punjab se 

o rup layi mai rajasthan se

dil to diya hai lekin duniya ka dar hai

dil to diya hai lekin duniya ka dar hai

pyar me tere sanam thodi kasar hai 

pyar me tere sanam thodi kasar hai 

karke ishare dil ke sahare

maaro na guman se

dil laya mai 

dil laya mai bacha ke punjab se

kitna hai pyar dekho mujhko janab se

rup layi mai bachake rajasthan se, acchha

rup layi mai bachake rajasthan se

kitna hai pyar dekho mujhe shriman se

dil laya mai punjab se 

o rup layi mai rajasthan se

Explore this song