Roman script
dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao mehfil me ab kon hai ajanabi, tum mere pass aao dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao milne do ab dil se dil ko, mitne do majburiyon ko shishe me apne dubo do, sab faslo duriyon ko puchhu me mai muskuraoon tumahari jo tum muskurao mehfil me ab kon hai ajanabi, tum mere pass aao dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao hum tum na hum tum rahe ab, kuch aur hi ho gaye ab sapano ke zilmil nagar me, jaane kaha kho gaye ab hum rah puche kisi se na tum apni manjil batao mehfil me ab kon hai ajanabi, tum mere pass aao dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao kal hamse puche na koi, kya ho gaya tha tumhe kal mudkar nahi dekhate hum, dil me kaha hai chala chal jo dur piche kahi rah gaye ab unhe mat bulao mehfil me ab kon hai ajanabi, tum mere pass aao dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Manna Dey
- Film / album: Raat Aur Din (1967)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Shailendra
- Actor: Pradeep Kumar
- Actor: Nargis Dutt
- Actor: Feroz Khan
- Actor: Anoop Kumar
- Actor: Harindranath Chattopadhyay
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Naaz
- Actor: K N Singh
- Actor: Kumar
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Laxmi Chhaya
- Actor: Anwar
- Actor: Sulochana
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Manna Dey
actor: Nargis, Feroz Khan