Roman script

dil kee baat kahee lab pe naa aa jaaye

haste haste aankh kahee naa bhar aaye

yaad rahe, yaad rahe, kya

chehare pe chehara laga lo, apanee surat chhupa lo

kaise divaano ko koyee samjhaaye

jab haal dil kaa sunana, yeh bat naa bhul jaana

apane hain gam, log paraaye

dil me chubhe laakh kaante, patjhad me bhee phul banate

hamne bahaaro ke hee git gaaye

Explore this song