Roman script

dil ki aawaj hu, saanso mein basalo mujhko

dil ki aawaj hu, saanso mein basalo mujhko

main kavita hu tarnum mein sajalo mujhko

dil ki aawaj

hu wo khushbu jo hawayo mein bikhar jati hai 

hu wo khushbu jo hawayo mein bikhar jati hai

raj ban jayungi sine mein chhupalo mujhko

main kavita hu, tarnnum mein sajalo mujhko

dil ki aawaj

dil ki dhadkan mujhe har bar yahi kehti hai 

dil ki dhadkan mujhe har bar yahi kehti hai

main amanat hu sanbhalo mujhko

main kavita hu tarnnum mein sajalo mujhko

dil kee aawaj

uska dil lene ka andaj nirala thehara 

uska dil lene ka andaj nirala thehara

keh raha tha ke anguti mein sajalo mujhko

main kavita hu, tarnnum mein sajalo mujhko

dil ki aawaj

unki khwayish hai ki mahtab rahe badal mein 

unki khwayish hai ki mahtab rahe badal mein

julf kehti ki chehare se hatalo mujhko

main kavita hu, tarnnum me sajalo mujhko

dil kee aawaj

aajama lena meri ma ki duwao kaa asar 

aajama lena meri ma ki duwao kaa asar

khadi ko shauk se jab chahe bulalo mujhko

main kavita hu, tarnnum mein sajalo mujhko

dil kee aawaj

Explore this song