Roman script

dil ke arman nikalu mai aaja dil ke arman nikalu mai aaja

aaja aaja mera dil lubha ja dil ke arman nikalu mai aaja

mai jawa tu jawa dil jawa hai mai jawa tu jawa dil jawa hai

hath me jaame umre rawa hai hath me jaame umre rawa hai

pee ke masti bhari ankhiyo se

pee ke masti bhari ankhiyo se nagma ae zindgani suna ja

aaja aaja mera dil lubha ja dil ke arma nikalu mai aaja

kya khabar thi mushkil hai rasta mushkil hai rasta

kya khabar thi mushkil hai rasta mushkil hai rasta

ishk hota nahi itna sasta ishk hota nahi itna sasta

ho gayi ab to jebe bhi khali ho gayi ab to jebe bhi khali

reh gayi hai fakat ek gaali reh gayi hai fakat ek gaali

gaali dungi hathile ab aaja gaali dungi hathile ab saja

o rasile chhabile ab aaja

ishk walo ke dil gudguda ja ishk walo ke dil gudguda ja

dil ke arma nikalu mai aaja aaja aaja mera dil lubha ja

dil ke arma nikalu mai aaja

Explore this song