Roman script

tut gaya, tut gaya

dil ka khilauna haye tut gaya

dil ka khilauna haye tut gaya

koyi lutera aa ke lut gaya

haye koyi lutera aa ke lut gaya

dil ka khilauna haye tut gaya

dil ka khilauna haye tut gaya

huwa kya kusur aisa saiyya hamara

huwa kya kusur aisa saiyya hamara

jaate huye jo tune hame na pukara

jaate huye jo tune hame na pukara

ulfat ka tar toda, hame majdhar chhod a

ham toh chale the le ke tera hi sahara

sathi hamara ham se chhut gaya

dil ka khilauna haye tut gaya

koyi lutera aa ke lut gaya

haye koyi lutera aa ke lut gaya

haye dil ka khilauna haye tut gaya

dil ka khilauna haye tut gaya

kaisi paradesi tune prit lagayi

kaisi paradesi tune prit lagayi

chain bhi khoya hamne nind gawayi

chain bhi khoya hamne nind gawayi

tera aitbar kar ke, haye intjar kar ke

khushiyo ke badale gam ki duniya basayi

jalim jamana hamse ruth gaya

dil ka khilauna haye tut gaya

koyi lutera aa ke lut gaya

haye koyi lutera aa ke lut gaya

haye dil ka khilauna haye tut gaya

dil ka khilauna haye tut gaya

Explore this song