Roman script

najar aati hai kuch bigdi hui

halat jamane ki

kahi humko na mil jaye

saja dil ke lagane ki

dil ka sahara tut na jaye

ban ke nasiba phut na jaye

ban ke nasiba phut na jaye

dil ka sahara tut na jaye

badla hua hai rang jaha ka

rang jaha ka

badla hua hai rang jaha ka

hath se daman chhut na jaye

dil ka sahara tut na jaye

hai ye zamana pyar ka dushman

pyar ka dushman

hai ye zamana pyar ka dushman

meri khushi ko lut na jaye

dil ka sahara tut na jaye

humne kisi se pyar kiya hai

pyar kiya hai

hamne kisi se pyar kiya hai

hamse duniya ruth na jaye

dil ka sahara tut na jaye

Explore this song