Roman script

apna tumhe banaaya hai

kuchh bhi nahi chhupaya hai 

apna tumhe banaaya hai

kuchh bhi nahi chhupaya hai 

hamne tumse apne dil ka har kissa keh daala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

yaar bina sab suna suna 

pyaar bina sab khaali

tum aa jaate ho to 

jhum uthti hai daali daali

tumko paaya badi mushkil se 

na khone dunga

tumko paaya badi mushkil se 

na khone dunga

main kisi aur ka tumko nahi hone dunga

yaar bina sab suna suna 

pyaar bina sab khaali

tum aa jaate ho to 

jhum uthti hai daali daali

mere chehre par bhi daalon 

najare chaahat waali

tum bhi mujhko dil de daalo 

main hu chaahne waala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

ishq na ho to is duniya mein 

jeena hai bekaar

jab aankhon ke jaam na ho to

peena hai bekaar

hamne hamare ishq ka ijhaar yu kiya

hamne hamare ishq ka ijhaar yu kiya

phulo se tera naam pattharo pe likh diya

o ishq na ho to is duniya mein 

jeena hai bekaar

jab aankhon ke jaam na ho to

peena hai bekaar

chanda jaise mukhde ko aaina hai bekaar

tumko dekhu to aankho mein ho jaaye ujaala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

dil ka haal sune dilwala

Explore this song