Roman script

dil jo na kah saka wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi

dil jo na kah saka wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi

dil jo na kah saka

nagma sa koi jaag utha badan me

jhankar ki si thar thari hai tan me

jhankar ki si thar thari hai tan me

ho.. pyar ki inhi dhadakti

dhadakti fizao me rehne ki raat aayi

dil jo na kah saka wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi

ab tak dabi thi ek mauj arma 

lab tak jo aayi ban gayi hai tufa 

lab tak jo aayi ban gayi hai tufa 

ho.. baat pyar ki bahakti 

bahakti nigaho se kahne ki raat aayi 

dil jo na kah saka wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi

gujre na ye shab khol du ye zulfe

tumke chhupa lu mund ke ye palke

tumke chhupa lu mund ke ye palke

ho.. bekarar si larajti

larajti si chhao me rahne ki raat aayi

dil jo na kah saka wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi

dil jo na kah saka

Explore this song