Roman script

dil gaya dil ka atbar gaya dil gaya dil ka atbar gaya

zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya

dil gaya dil ka atbar gaya ho iski aabru hai tere hath

iski aabru hai tere hath dekh le mehfil me khul na jaye ghat

dekh apna koi akhtiyar gaya dil gaya dil ka atbar gaya

zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya

dil gaya dil ka aetbar gaya thamja phul ke na khilne me

thamja phul ke na khilne me look tha aapke na milne me

aaj se lut ke intzar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya

zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya

dil gaya dil ka aetbar gaya humko aadat nahi machalne ki

humko aadat nahi machalne ki

koi surat nahi bahlne ki koi surat nahi bahlne ki

bewafa kar ke dil karar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya

zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya

dil gaya dil ka aetbar gaya ab na kasti na ab kinara hai

ab na kasti na ab kinara hai ab khuda ka hi ek sahara hai

na khuda bich me taar gaya hai dil gaya dil ka aetbar gaya

dil gaya dil ka aetbar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya

zindagi bhar ka rajdar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya

Explore this song