Roman script

dhuaan hai dhuaan zindagi

ik khwab jal gaya

taara jo chamka tha kal

andhero me ghul gaya

raat andheri andheri rahi

ik subah mili thi kahin kho gayi

baat adhuri adhuri rahi

main jaha se chali thi wahi hu khadi

kya gazab ka ye khel khela

waqt ye kya kar gaya

khwaab banke aaya tha tu

yaad banke reh gaya

in andheri galiyo ka ab dikhta na koi sira

toot ke tu gir gaya, ik tu sitara tha mera

roshni murjha gayi, ummide khumla gayi

raat andheri andheri rahin

ik subah mili thi kahin kho gayi

baat adhuri adhuri rahi

main jaha se chali thi wahi hu khadi

kya gazab ka ye khel khela

waqt ye kya kar gaya

khwaab banke aaya tha tu

yaad banke reh gaya

Explore this song