Roman script

ha gum gum gum huye
gum gum gum huye, jane kaise gum huye 
galiyon ne de diya re jhansa 
tum hum tum huye, saare yahi gum huye 
ankhiyon se chhalka re duaan sa
shahar me bhul bhulaiya khwabo ki 
shahar me chhuppa chhuppi khel 
shehar me bhagdad bhagdad raaho ki
shahar me chhuppa chhuppi khel 
yahan se wahan ke lambe faasle 
chalo chalo o 
rehguzar ek agar mile na mile, chalo 
ha sona chhankao , dard chhupa muskao
shahar me, shahar me bhul bhulaiya khwabo ki 
shahar me chhuppa chhuppi khel 
shehar me bhagdad bhagdad raaho ki
shahar me chhuppa chhuppi khel 
o kaali si maili deeware
ishtehaar chupayen
saabun ke rangon se nikhri
shaklen hume lalchayen
rupya paisa sabko nachayen
shahar me, shahar me bhul bhulaiya khwabo ki 
shahar me chhuppa chhuppi khel 
shehar me bhagdad bhagdad raaho ki
shahar me chhuppa chhuppi khel 
o gum gum gum huye
jane kaise gum huye 
galiyon ne de diya re jhansa 
tum hum tum huye 
saare yahi gum huye 
ankhiyon se chalka re duaan sa
shahar me bhul bhulaiya khwabo ki 
shahar me chhuppa chhuppi khel 
shehar me bhagdad bhagdad raaho ki
shahar me chhuppa chhuppi khel 
shahar me, shahar me 
o shahar me, shahar me 
shahar me, shahar me 
shahar me, shahar me

Song details

singer: Amit Trivedi, Tanvi Shah