Roman script

yaar meri dhadakan aa re 

chand ke hai sang sitare

yaar meri dhadakan aa re 

chand ke hai sang sitare

saath rahte hai ab sare mainn akela re

khilkhilati hai ye nadiyan

nadiyan mein ek naiya

naiya ka main hu khebaiya

kyon akela re 

ab aa bhi ja sabko bata

kya tera mera nata re

tum ho meri mainn tumhara

chhota sa sansar hamara

age jaane ram kya hoga

kahta hai jo kahe zamana

tera mera pyar purana

aage jaane ram kya hoga

kaise diya aur bati

sare sukh dukh ke hum saathi

bahke purvaiya hi gaati

mainn tumhara re

ho rat meri din hai tere

tere aansu ab hai mere

pyar ke honge savere

na ghabrana re

ab na sharma sab ko bata

kya tera mera nata re

tum ho meri mainn tumhara

chhota sa sansar hamara

age jaane ram kya hoga

tohar bina majhi man nahi maane

phire aisi jata marta se

jatan kare rakhibo toke

mor buker modhye, majhi re

aa bhi ja, aa bhi ja

saans meri pukare har din

aa bhi ja, na sata

nahi jeena tere bin 

kyon ki tum ho meri mainn tumhara

chhota sa sansar hamara

aage jaane ram kya hoga

kahta hai jo kahe zamana

tera mera pyar purana

aage jaane ram kya hoga

aa bhi ja, aa bhi ja

aa bhi ja, aa bhi ja

kyon ki tum ho meri mainn tumhara

chhota sa sansar hamara

aage jaane ram kya hoga

kahta hai jo kahe zamana

tera mera pyar purana

aage jaane ram kya hoga

aage jaane ram kya hoga

aage jaane ram kya hoga

Explore this song