Roman script

dhul me jaise chhupa phul aur chhupi phul me bat

mati ke putle vaise hi parbhu hai tere pas

kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar

jat pat ke jhute bandhan mane jo insan 

wo murakh karta hai jag ke malik ka apman

aapas me jo unch nich ki khadi kare diwar

kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar

kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar

kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar

nil gagan ko dekh raha kyu o parani nadan

tu chahe to mil sakta hai dharti par bhagwan

dekh kisi ke dukhiya dil me data ka darbar

milega phir tujhko kartar 

kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar 

kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar

Explore this song