Roman script

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

ek nanha sa deewana jaan ke sab kuch anjana

lakh gunaah karle vo ashk se aankhe bharle vo

use pyaar hua hai inkar na karna

hai sab se juda vo ikrar tu karna

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

ye parwaana hai is parwaane ko

shamma se jal jaane de

ye pagla hai is pagle ko

tere naam malang ban jaane de

tere naam malang ban jaane de

tere naam malang ban jaane de

umar ki ghaasi rukne lagi hai 

chehre ki jhuri chupne lagi hai

aankh me surma lagae hai

ittr se aaj nahaye hai

inhe pyaar hua hai inkaar na karna

jab saamne aaye takraar na karna

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

rukh ki rangat khilne lagi hai 

dil ki dhadkan badne lagi hai 

rukh ki rangat khilne lagi hai 

dil ki dhadkan badne lagi hai 

des mahina rangne lagi hai 

peshani chamakne lagi hai 

use pyaar hua hai inkar na karna 

hai sab se juda vo ikrar tu karna 

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin 

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin 

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin 

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin 

dhin chak tak dhin dhin chak tak dhin

Explore this song