Roman script

dhadkano ke saaz par kya ga rahi hai zindagi

karwa ban kar gujarti  ja rahi hai zindagi

gardise shamo shahar kuch bhi nahi ek khwab hai

in khilauno se hame bahla rahi hai zindagi

karwa ban kar gujarti ja rahi hai zindagi

dhadkano ke saaz par kya ga rahi hai zindagi

ek taraf shabnam ke aasu ek taraf gul ki hasi

har chaman me ro rahi muskura rahi hai zindagi

karwa bankar gujarti  ja rahi hai zindagi

dhadkano ke saaz par kya ga rahi hai zindagi

Explore this song