Roman script

dekho bhagwan ye pyara desh hua shamshan

dekho bhagwan ye pyara desh hua shamshan

dekho bhagwan

he bhagwan ye kaisi ladai

vida hue bahno se bhai

is mata ka

is mata ka gaya sahara

is mata ka gaya sahara

beta mara jawan

pyara desh hua shamshan

dekho bhagwan

kitna sundar ye khilona

saha na jata iska rona

kitna sundar ye khilona

saha na jata iska rona

kaha hai iska pita batao

kaha hai iska pita batao

ye balak nadan

pyara desh hua shamshan

dekho bhagwan

ye nari kal tak thi suhagan

ho gayi vidhwa aaj abhaagan

is dukhiya ka

is dukhiya ka piya hua hai

is dukhiya ka piya hua hai

maut ke ghar mehman

pyara desh hua shamshsan

dekho bhagwan

ye pyara desh hua shamshan

dekho bhagwan

Explore this song