Roman script

dekhiye to kya ajeeb haal hai

sochiye to kya ajeeb baat hai

ek paav chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai

dekhiye to kya ajib haal hai

sochiye to kya ajib baat hai

ek paav chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai

dekhiye to kya ajeeb haal hai

ek daal is kadar phuli phali ek ek paat phul ban gaya

ek daal is kadar phuli phali ek ek paat phul ban gaya

ek daal is kadar magar luthi ek ek phul phul ban gaya

aaj aur kal ki dhup ki chhanv me 

isliye samay ke sune gaanv me

ek paanv chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai

dekhiye to kya ajeeb haal hai

ek hawa chali ke khil utha chaman

ek hawa chali ke sab ujad gaya

ek kadam uthake raah mil gayi

ek kadam uthake path bichad gaya

ek hawa chali ke khil utha chaman

ek hawa chali ke sab ujad gaya

ek kadam uthake raah mil gayi

ek kadam uthake path bichad gaya

isliye dilo ki jit haar me isliye

isliye kisi ke pyar me

ek paav chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai

dekhiye to kya ajeeb haal hai

sochiye to kya ajeeb baat hai

ek paanv chal raha alag alag dusra kisi ke sath sath hai

dekhiye to kya ajeeb haal hai

Explore this song