Roman script

dekh mausam kah raha hai baho me aake meri jhul ja

man ya na man meri jan mausam ki to man bhi le yar

mausam ki to man le yar

chhod  bhi de yun banana baho me mujhe tere dekhke

kya kahega ye jamana ye bhi jara jan le aaj 

ye bhi jara jan le aaj 

chori-chori tu dil me aaya

ab to tu kaise-kaise rup-rang dikhaye

tere pyar se piya re baj aaye

aaja re aaja rahne bhi de tu

yu kahe tikhe-tikhe nakhare dikhaye

lagi dil ki meri kahe ko badhaye

ho jindagi pe pyar ke din yun hi na jaye kahi bit re

man ya na man meri jan mausam ki to man bhi le yar

mausam ki to man le yar

mithi mithi bato me teri 

mujhko to dar hai aate aate aa na jaau

phir kya hoga ye bhi sochu ghabrao

sun mahaki-mahaki saso se teri

mai apni thandi thandi saase aa milau

he pyar yahi to hai kaise samjhau he

man le mai man jau janeja teri har bat ko

kya kahega ye jamana are ye bhi jara jan le aaj

ye bhi jara jan le aaj

dekh mausam keh raha hai baho me aake meri jhul ja

man ya na man meri jan mausam ki to man bhi le yar

mausam ki to man le yar

Explore this song