Roman script

dekh ke teri maya

parbhu mera man lalchaya

dekh ke teri maya

parbhu mera man lalchaya

koi rav koi rank bikhari

kahi dhup kahi chhaya

rang rangili kashti teri

manava phire bulaya

parbhu mera man lalchaya

dekh ke teri maya

parbhu mera man lalchaya

saty marg ko bhul gaya mai

dekh ke kanchan kaya

nain khule tab laga sochne

kya khoya kya paya

parbhu mera man lalchaya

dekh ke teri maya

parbhu mera man lalchaya

apne rup ki chhavi dikhla do

abhilasha hai darsh dikha do

gyan ki jyot jala do man me

sharan tumhari aaya

parbhu mera man lalchaya

dekh ke teri maya

parbhu mera man lalchaya

Explore this song