Roman script

deewana mujhko log kahen

main samjhun jag hai deewana

main samjhun jag hai deewana

deewana mujhko log kahen

main samjhun jag hai deewana

main samjhun jag hai deewana

deewana mujhko log kahen

hansta hai koi surat pe meri

hansta hai koi sirat pe meri

chhota hi sahi par dil hai bada

maein jhoomta paimana

deewana mujhko log

maein insaan seedha saadha hoon

imaan ka maein shehzaada hoon

hai kaun bura malik jane

maein pyar ka parwana

deewana mujhko log

maein pyar ki khatir mit jaaun

aur pyar ki khatir lut jaaun

chalta hi rahoon rah-e-manzil

anjaam khuda jaane

deewana mujhko log

Explore this song