Roman script

das na jaye tujhko julfe kaaliya

julfe kaaliya, kaaliya

das na jaye tujhako julfe kaaliya

tune kyun ye nagine hain paliya

tune kyun ye nagine hain paliya

das na jaye tujhako julfe kaaliya

julfe kaaliya, kaaliya

das na jaye tujhko julfe kaaliya

teri mast aankho ke dore dekh kar

teri mast aankho ke dore dekh kar

teri mast aankho ke dore dekh kar

ud gayi phulo ke ruk se laaliya

ruk se laaliya, laaliya

ud gayin phulo ke ruk se laaliya

ruk se laaliya, laaliya

das na jaye tujhko julfe kaaliya

tu agar gulshan me jana chhod de

tu agar gulshan me jana chhod de

tu agar gulashan me jana chhod de

bhul jayengi lachkana daaliya

lachakana daaliya, daaliya

bhul jayengi lachkana daaliya

lachakana daaliya, daaliya

das na jaye tujhko julfe kaaliya

tere rukasaro ko aksar chum kar

tere rukasaro ko aksar chum kar

tere rukasaro ko aksar chum kar

jhum jati hain sunahri baaliya

sunahri baaliya, baaliya

jhum jati hain sunahri baaliya

sunahri baaliya, baaliya

das na jaye tujhko julfe kaaliya

Explore this song