Roman script

dard jaga ke thes laga ke

chale gaye wo chale gaye 

naino me sama ke man tadapa ke 

chale gaye wo chale gaye 

chhalke aansu to bah na sake 

chhalke aansu to bah na sake 

fir honth khule kuchh kah na sake 

wo dil me rahkar rah na sake 

wo rah na sake 

kya pyar isi ko kahte hain

jo hame bhula ke chale gaye 

dard jaga ke thes laga ke

chale gaye wo chale gaye 

hamne tumpe etbaar kiya 

hamne tumpe etbaar kiya 

ek dil ki duniya waar diya 

hay tumne bhi tha ikrar kiya 

jhuthe wade se man mera baalam 

bahla ke jo chale gaye 

dard jaga ke thes laga ke

chale gaye wo chale gaye 

dard jaga ke thes laga ke

chale gaye wo chale gaye

Explore this song