Roman script

dard bhara dil bhar bhar aaye, bhar bhar aaye ho

dard bhara dil bhar bhar aaye

sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil

ho dard bhara dil bhar bhar aaye

sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil

laaj wafa ki kaise bachhau

laaj wafa ki kaise bachhau

dil se mai kitna unko bhulaau 

aur bhi unki yaad sataaye

sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil

ho gaye tukde mere dil ke 

reh gaye armaa khaak me mil ke 

khub maje ulfat ke uthaaye 

sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil

aah na karna, aansoo pina

aah na karna, aansoo pina

khel nahi mar mar ke jeena

jaise kaleja nikalaa aaye

sabr kaa daaman chhut na jaaye, dard bhara dil

ho dard bhara dil bhar bhar aaye

sabr ka daaman chhut na jaaye, dard bhara dil

Explore this song