Roman script

dar pe aaye hai kasam le dil hatheli par hai sun le 
hum na jayenge
dar pe aaye hai kasam le dil hatheli par hai sun le
hun na jayenge
jindagi me to kisi se pyar karna tha jarur 
jindagi me to kisi se pyar karna tha jarur
mar gaye hum aap par waise bhi marana tha jarur 
ha ji marana tha jarur 
jaan lab par hai kasam le sans jab tak hai sun le hum na jayege dar pe aaye hai 
yu na thokar mariye ki tut jayega ye dil 
yu na thokar mariye ki tut jayega ye dil 
aap pachhatayenge fir na hath aayega ye dil 
aap pachhatayenge fir na hath aayega ye dil 
le isi dil ki kasam le khak ho kar tu bhi sun le hum na jayenge
dar pe aaye hai 
mayakada bhi raah me tha tod aaye hai use 
mayakada bhi raah me tha tod aaye hai use 
jaam apne hath me tha chhod aaye hai use 
jaam apne hath me tha chhod aaye hai use 
tere pyase hai kasam le dur se aaye hai sun le hum na jayenge 
dar pe aaye hai

Song details

Song video

Watch on YouTube