Roman script

aaye jawani aaye 
phir to ruka na jaaye
hone do jo bhi ho raha 
aaye jawani aaye 
phir to ruka na jaaye
hone do jo bhi ho raha
masti mein dubo aise 
kuch na pata ho jaise
khone do jo bhi kho raha  
lele dil dede tu ho ja kisiki
dekh zindagi ka maza maza
lele dil dede tu ho ja kisiki
dekh zindagi ka maza maza
baate nayi isme raate nayi
isme dil ka pata na chale
ho aaye kahi aur jaaye kahi
isme dil ka pata na chale
lele dil dede tu ho ja kisiki
dekh dillagi ka maza maza
lele dil dede tu ho ja kisiki
dekh dillagi ka maza maza
dil hai jawan par hai bejubaan
ye to kuch na kahe bas kare
dil to hai kya ise kuch na pata
ab koi jiye ya mare
lele dil dede tu ho ja kisiki
dekh aashiqui ka mazza mazza
lele dil dede tu ho ja kisiki
dekh aashiqui ka maza maza
aaye jawani aaye 
phir to ruka na jaaye
hone do jo bhi ho raha
masti mein dubo aise 
kuch na pata ho jaise
khone do jo bhi kho raha 
lele dil dede tu ho ja kisiki
dekh zindagi ka maza maza
lele dil dede tu ho ja kisiki
dekh zindagi ka maza maza

Song details

singer: Sunidhi Chauhan, Arun Daga