Roman script

daiya re daiya ek kanhaiya

daiya re daiya ek kanhaiya

aake chameli ki chhanv me

chhupke chhupayke naina milayke

kaanta chubho gayo paanv me

daiya re daiya ek kanhaiya

aake chameli ki chhanv me

chhupke chhupayke naina milayke

kaanta chubho gayo paanv me

haye daiya re daiya

hey ho hey ho

main albeli naar naveli

baithi akeli haye

baithi akeli haye ho rama

baithi akeli haye

main albeli naar naveli

baithi akeli haye

chhote se ghunghat ke pat me

ek rup ka deep jalaye

o daiya

koi rijhayke baat banayke

preet ki aag lagaye

raste me chhod gayo hume chhaila

le gayo dil ko bhagay

haye haye daiya re daiya ek kanhaiya

aake chameli ki chhanv me

chhupke chhupayke naina milayke

kaanta chubho gayo paanv me

daiya re daiya ek kanhaiya

aake chameli ki chhanv me

chhupke chhupayke naina milayke

kaanta chubho gayo paanv me

haye daiya re daiya

jhanjhar ki jhankar pukare

o nirmohi aaja

aaja o nirmohi aaja

aaja o nirmohi aaja

jhanjhar ki jhankar pukare

o nirmohi aaja

pyar ke taar diye uljha

ab bedardi suljha o daiya

lambi lambi raat kate na

bairi chand ghate na

lakh jatan kar haari julmi

tera dhyan hate na

haye haye daiya re daiya ek kanhaiya

aake chameli ki chhanv me

chhupke chhupayke naina milayke

kaanta chubho gayo paanv me

daiya re daiya ek kanhaiya

aake chameli ki chhanv me

chhupke chhupayke naina milayke

kaanta chubho gayo paanv me

daiya re daiya ek kanhaiya

aake chameli ki chhanv me

chhupke chhupayke naina milayke

kaanta chubho gayo paanv me

daiya re daiya

Explore this song