Roman script

chhup ja chand sitaro ki niyat thik nahi

chhup ja chand sitaro ki niyat thik nahi

aaj ki rat najaro ki niyat thik nahi

bachna eye yar jara inse 

yaro ki niyat thik nahi chhup ja chand 

chhup ja chand sitaro ki niyat thik nahi

meri mahfil se mere diwane chla ja

meri mahfil se mere diwane chla ja

apno me aa baithe hai begane chla ja

shama ishare karti hai parwane chla ja

kyoki aaj kyoki aaj isharo ki niyat thik nahi

bachna eye yar jara inse 

yaro ki niyat thik nahi chhup ja chand 

ek tawayf ek daku yarana purana

ek tawayf ek daku yarana purana

hum dono ka dusmna hai ye sara jamana

kate kya in phulo se bhi daman bachana

kyoki aaj kyoki aaj baharo ki niyat thik nahi 

bachna eye yar jara inse 

yaro ki niyat thik nahi chhup ja chand 

chhup ja chand

Explore this song