Roman script

chupchap patange jalne wale

mujhko bhi sikha de jal jana

chupchap patange jalne wale

mujhko bhi sikha de jal jana

is prem ki aag me jal jal kar

is prem ki aag me jal jal kar

mujhko hai mar jana

main deepak rsag me gaungi

main deepak rsag me gaungi

main prem ki aag me jal jaungi

main prem ki aag me jal jaungi

ae meri barasne wali aankho

ae meri barasne wali aankho

tum raag malhaar na gana

tum raag malhaar na gana

mujhko hai jal jana

dil dil se lagana khel nahi

dil dil se lagana khel nahi

ye aag ka khel hai dilwalo

ye aag ka khel hai dilwalo

khud apne tadapne me hi maza hai

khud apne tadapne me hi maza hai

tu aur ko na tadpana

tu aur ko na tadpana

maut se na ghabrana

chupchap patange jalne wale

mujhko bhi sikha de jal jana

Explore this song