Roman script

chuimui si zindagi simat ke khawab ban gayi 

tamam umar ki khushi yaha waha bikhar gayi 

aj jo mile shama bhi hai bahar bhi 

is khushi ka tha sabhi ko intzar bhi  

mai hu zami pe asma pe mera dil diwana

aha ye pyar aha khumar aha bahar aha 

aha ye pyar aha 

mara piya awe bijli si chamke

hiwada bhigowe badli si barse

ari ya chundar tara si badke

payal ya chhanke chudi khanke

shabnami hansi cheharo pe aj 

khilkhilati har nazar me aj

shararat khul ke muskarati 

dil thamta hi nahi aisi ek bat huyi 

jaise bin badal ke kahi barsat huyi 

ab se kabhi bhi na koi yu nazar jhukayega

ab se kabhi bhi na koi yu nazar jhukayega

mil gaye hai ab na hume koi rok payega

ab se kabhi bhi na koi yu nazar jhukayega

raat hansi sath hansi ye khushi ki bat hansi

ye falsafa hai zindagi ka kya thikana 

ye pyar aha

mastani hu hey mastani hu masatni

phulo se mahku mai panchhi si chahku mai

barkha si barsu mai purwah si bahku mai 

nigahe chumti dilo me shor hai  

nashe me jhumta ye shama hi aur hai 

mujhe sambhalna na hosh kho du jane jana

ye pyar aha khumar aha bahar aha

aha ye pyar aha 

chuimui si zindagi simat ke khawab ban gayi 

tamam umar ki khushi yaha waha bikhar gayi 

aj jo mile shama bhi hai bahar bhi 

is khushi ka tha sabhi ko intzar bhi  

mai hu zami pe asma pe mera dil diwana

aha ye pyar aha khumar aha bahar aha 

aha ye pyar aha

Explore this song