Roman script

chori se saiyaan ne mujhko pukaara 
ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
ki gali gali jaan gayi
gali gali mach gaya shor
chori se saiyaan ne mujhko pukaara 
ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
ki gali gali jaan gayi
gali gali mach gaya shor
teri nigaahein meri adaayein
zulmi zamaane se kaise chhupaaye 
teri nigaahein meri adaayein
zulmi zamaane se kaise chhupaaye
ki sabki nazar iss or
chori se saiyaan ne mujhko pukaara
ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
ki gali gali jaan gayi
gali gali mach gaya shor 
chori se saiyaan ne mujhko pukaara
ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
ki gali gali jaan gayi
gali gali mach gaya shor 
barsa de saajan chaahat ka saawan
bheege yeh gora tan naache yeh mann 
barsa de saajan chaahat ka saawan
bheege yeh gora tan naache yeh mann
o jungle mein naache jaise mor
chori se saiyaan ne mujhko pukaara
ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
ki gali gali jaan gayi
gali gali mach gaya shor 
chori se saiyaan ne mujhko pukaara
ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
ki gali gali jaan gayi
gali gali mach gaya shor 
chori se saiyaan ne mujhko pukaara
ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
ki gali gali jaan gayi
gali gali mach gaya shor

Song details