Roman script

jana, zindgi se na jana 
pyar ka ye khajana 
lut na jaye kahi 
jana hum rahenge tumhare 
hai jab tak sitaare 
hai jab tak jami 
duniya sari dekar le lu 
main ye pyar tera
ye pyar tera 
sathi ho jo tere jaisa 
kya karna sannsar, sansar 
jami hai kya jo tu kahe 
main chand pe tere sath chalu 
o jana, zindgi se na jana 
pyar ka ye khajana 
lut na jaye kahi 
jana, hum rahenge tumhare 
hai jab tak sitaare 
hai jab tak jami 
mere jivan me hai 
tere geeto ki jhankar, jhankar 
tere sang me angaaro par 
chalne ko taiyar, taiyar 
tum door ho hazar gam 
tum pass ho to mujhe har khushi 
o jana, zindgi se na jana 
pyar ka ye khajana 
lut na jaye kahi 
jana hum rahenge tumhare 
hai jab tak sitaare 
hai jab tak jami 
jana ho jana 
jana ho jana, jana

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Abhijeet Sawant, Prajakta Shukre