Roman script

Haaye mora rangdaar saiyyaan

Mora dildaar saiyyaan

Mora pehla pyaar saiyaan

Tu hai.. haan tu hai

Tora leke haath saiyaan

Aayi iss paar saiyaan

Jahaan tuhi tu hai saiyyan tu hai

Haan tu hai

Oo.. saiyaan humri bhi hogi ik duniya

O saiyan humri bhi hogi ik duniya

Chaahe kuch bhi jaaye jaayegi ye paar naiyya

Hoye poora hua sapna humra

Chhota saa ghar ab humra

Aur more saath saiyaan tu hai, haan tu hai

Rahegi na doori koi, honge saath saath re

Pyaar ki ye chaadar piya odhe saari raat re

Piyaa… re (tananum tananum..) piyaa re..

Haaye rahegi na doori koi honge saath saath re

Pyaar ki ye chaadar piya odhe saari raat re

Oo.. baahon me leke tohe sab se chhupaaunga

Jaisa tune socha hai jahaan woh banaaunga

Chaahe kuch bhi ho jaaye

Chhodunaga naa tori baiyyaan

Mora rangddar saiyyaan

Mora dildaar saiyyaan

Mora pehla pyaar saiyyaan

Tu hai.. haan tu hai..

Haaye.. bheegi bheegi saansein mori

Piya tohre pyaar mein

Naino se chhu le mohe jiya beqaraar ve

Jiyaa…

Oo.. jiyaa beqaraar

Bheegi bheegi saansein mori

Piya tohre pyaar mein

Naino se chhu le mohe jiya beqaraar ve

Pyaar ki mehndi tohe sajni lagaunga

Preet ka kangna tohe haan main pehnaunga

Chaahe kuch bhi ho jaaye

Rahunga main tohra saiyaan

Poora hua sapna humra

Chhota saa ghar ab humra

Aur more saath saiyaan

Tu hai.. (tu hai..)

Haan tu hai (tu hai..)

Haan mora rangddar saiyyaan

Mora dildaar saiyyaan

Mora pehla pyaar saiyyaan

Tu hai.. (tu hai..)

Haan tu hai (tu hai..)

Tora leke haath saiyaan

Aayi iss paar saiyaan

Jahaan tuhi tu hai saiyyan

Tu hai (tu hai..)

Haan tu hai..

Haan tu hai..

Haan tu hai..

Explore this song