Roman script

chhupkar nazar se dekh lo

tum chhup nahi sakte kahin

behrup mein ek saaye ke

main saath hi lehraunga lehraunga

aawaz hai ye pyaar ki

tadpoge to muskaunga

tadpa hu main, tadpa hu main

tadpa hu main tadpaunga 

aawaz hai

chaahe raho ja kar kahin, ja kar kahin

paaoge tum mujhko wahin, mujhko wahin

ki band kar aankhe zara

main khaab bankar aaunga, aaunga

aawaz hai ye pyaar ki

tadpoge to muskaunga

aawaz hai

kyun is kadar hairaan ho, hairaan ho

maasum ho anjaan ho, anjaan ho

tum kaun ho malum hai

main kaun hu batlaunga, batlaunga

aawaz hai ye pyaar ki

tadpoge to muskaunga

tadpa hu main, tadpa hu main

tadpa hu main tadpaunga 

aawaz hai, aawaz hai

aawaz hai, aawaz hai

Explore this song