Roman script

chhoti si ek kali khili thi

chhoti si ek kali khili thi  

ek din baag mein, jyot jali thi charaagon mein

phir kya huwa koyi jaane na, jaane na

chhoti si ek kali khili thi  

ek din baag mein, jyot jali thi charaagon mein

phir kya huwa koyi jaane na, jaane na

use maali ne bade pyaar se paala, mast pawan ke jhule mein daala

use maali ne bade pyaar se paala, mast pawan ke jhule mein daala

aage kahun keh na saku, chu rahu reh na saku

phir kya huwa koyi jaane na, jaane na

chhoti si ek kali khili thi baag mein

aaya baag mein ik phul waala, jaane usane kya jaadu daala

aaya baag mein ik phul waala, jaane usane kya jaadu daala

phulwale ki jholi mein tutake gir padi kali

phir kya huwa koyi jaane na, jaane na

chhoti si ek kali khili thi baag mein

baag chhod ake kehata tha koyi, maali ki yaad mein kali bada royi 

baag chhod ake kehata tha koyi, maali ki yaad mein kali bada royi

kachcha dhaaga tut gaya, phulwaala chhut gaya

phir kya huwa koyi jaane na, koyi jaane na

chhoti si ek kali khili thi 

ek din baag mein, jyot jali thi charaagon mein

phir kya huwa koyi jaane na, jaane na, jaane na

Explore this song