Roman script

chhota sa mann hai, mann me sanam hai 

chhota sa mann hai, mann me sanam hai 

sanam ek khwab hai, sanam ek khwab hai  

khwab hai bas khwab hai, khwab hai, khwab hai

kya yahi ishk hai, kya yahi ishk hai

ishk ek behta dariya jo kabhi naa thama

ishk ek aisa sapna jo naa hasil huwa

gar ishk hai khuda toh, khuda dard deta hai kyun 

gar ishk hai khuda toh, khuda dard deta hai kyun

ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahi hai ishk ishk 

ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahi hai ishk ishk 

chhota sa mann hai, mann me sanam hai

chhota sa mann hai

aankho me jo sapna tha, lagta kitna apna tha

aankho me jo sapna tha, lagta kitna apna tha

dil ki nagri me rehta tha, sanso me phulo sa khilta tha

chhota sa mann hai, aa mann me sanam hai

chhota sa mann hai

ishk patta patjhad ka jo kahi na tika

ishk aansu aankho ka jo rukaye na ruka

gar ishk hai khuda toh, khuda dard deta hai kyun

gar ishk hai khuda toh, khuda dard deta hai kyun  

ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahi hai ishk ishk 

ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahi hai ishk ishk 

chhota sa mann hai, mann me sanam hai

chhota sa mann hai

yeh jindagi kal tere naam thi, khushi ka paigam thi

aaj naa tu hai naa tera sath hai

tera chhod a huwa har lamha paas hai

chhota sa mann hai, mann me sanam hai 

chhota sa mann hai, mann me sanam hai 

sanam ek khwab hai, sanam ek khwab hai, khwab hai bas

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song