Roman script

chhota bachcha jan ke na koi aankh dikhana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

akal ka kachcha samajhke humko na samjhana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

bholi surat jan ke humse na takrana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

na thin na na na nach nacha denge 

chhota bachcha jan ke na koi aankh dikhana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

akal ka kachcha samjhke humko na samjhana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

ek din de ke do athaniya maa boli ja le aa dhaniya 

ek din de ke do athaniya maa boli ja le aa dhaniya 

paise de ke dukandar se mai bola babu dedo dhaniya 

bada sa kagaj de kar usme rakh diya thoda sa dhaniya 

mai bola babu baniya kagaj bech rahe ya dhaniya 

kagaj ko rakho baju me dhaniye ko rakho taraju me 

sun meri baat vo raha na kabu me 

kya bola bola tujhko baatau mai 

mai bhi kaha kam tha maine bhi kah diya 

bachche ko thagta hai shor machau mai

uske baad hua kya ye bhi to batlana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

uske baad uske baad to jaise uska mar gaya nana re

bich bazariya gaaya maine jab ye gana re

chhota bachcha jan ke na koi aankh dikhana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

akal ka kachca samjhke humko na samjhana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

kishan bhaiya kishan bhaiya mere aam ki guthali gir gayi 

aam ko kha guthali na dekh aage chal picche na dekh 

aam ko kha guthali na dekh aage chal picche na dekh 

sidha sidha chal varna paav me fas jayegi ret

fir kya karenge jab ghar jake maa ne mara re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

chup kyu ho gaye bolo na sun re chotu sun re hariya 

maa hoti mamta ki nadiya daat ke humko khud bhi roye 

khana de badhiya se badhiya 

maa ko jake kabhi sunana na ye gana re

chhota bachcha jan ke na koi aankh dikhana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab 

akal ka kachcha samjhke humko na samjhana re

dubi dubi dab dab dubi dubi dab dab

Explore this song