Roman script

chhodo na kyu hai ye gussa kuch to bolo na

o karo na yu tum dillagi, mera abhi mood nahi

mai hu pareshan tum pakao na

baat ye hamari maan lo, ab to meri baahe tham lo

ja re ja mujhe na yu sata, karne do mujhe tum ye khata

sanso me sulagti sanse, baho me pigalti bahe

aankho se ye kahti hai suno na

chahe kuch bhi kah lo sanam, mujhko sab pata hai balam

kuch na ab kaho tum, cheddo na

maine kuch kiya hi nahi, kham kha tum chid gayi

jaa raha hu mai ab tum roko na

baat ye hamari maan lo, ab to meri bahe tham lo

ja re ja mujhe na tu sata, karne do mujhe tum ye khata

chaho na, pass aake ab to dur jaao na

pyar karle tu do ghadi, kho na jaye ye pal kahi

chahato ki sab hai tum gavao na

baat ye hamari maan lo, ab to meri bahe tham lo

baho me fir tu aake na ja, karne do mujhe tum ye khata

chhodo na kyu hai ye gussa kuch to bolo na

o karo na yu tum dillagi, mera abhi mood nahi

mai hu pareshan tum pakao na

baat ye hamari maan lo, ab to meri bahe tham lo

ja re ja mujhe na yu sata, karne do mujhe tum ye khata

Explore this song