Roman script

in aankho ne kya kya, dikhaye najare

kahi chand tadpa, kahi tute tare

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

ye dil bujh ke bhi, kyu jala ja raha hai

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

mujhi ko banaya, sabhi ne nishana

mera dard haye, kisi ne na jana

bina soche samjhe, jo dil ne wafa ki

wo is nasamjh ki, sarasar khata thi

ye apne kiye ki

ye apne kiye ki, saza paa raha hai

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

mai tanhai me bhi, nahi hu akela

laga hai yaha par, tabahi ka mela

ye aansu, ye aahe, ye gham, ye andhere

na jane pade kyu, sabhi piche mere

jise dekho wo hi

jise dekho wo hi, sitam dha raha hai

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

ye dil bujh ke bhi, kyu jala ja raha hai

abhi tak mujhe, koi yaad aa raha hai

Explore this song