Roman script

dil dene ke din aaye dil lene ke din aaye

pagal hone ke din aaye ghayal hone ke din aaye

allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha

aa bhi jao piya jal raha hai jiya

ye aag hai kaisi lagi uthta nahi dhua

ye dard kaisa jage bechaini achchhi lage

ab na kate rat din saiya mere tere bin

dil ye ghere haule haule

dil ye dhak dhak dhak dhak bole

jane kaisi masti chayi achchhi lagti hai tanhayi

bechain hai dhadkan meri bahke mere arman

allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha

allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha

ho tune jo dali najar mai ho gayi bekhabar

hone laga hai asar chadhne laga hai jahar

koi jadu sa lahraye thodi bhi duri tadpaye

mujhko baho me tu bhar le jo bhi dil chahe wo kar le

didar kar mujhe pyar tadpa na meri jan

allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha

allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha

allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha

aa bhi jao piya jal raha hai jiya

ye aag hai kaisi lagi uthta nahi dhua

allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha

allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha

allah allah mai hui jawa allah allah wo hai kaha

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song