Roman script

chhod  gaye baalam

chhod  gaye baalam, mujhe haay akela chhod  gaye

tod gaye baalam

tod gaye baalam, mera pyaar bhara dil tod gaye

chhut gaya baalam

chhut gaya baalam, haay saath hamara chhut gaya

tut gaya baalam

tut gaya baalam, mera pyaar bhara dil tut gaya

phul sang muskaaye kaliyaa, mai kaise muskaau

baadal dekh ke bhar aai ankhiya

baadal dekh ke bhar aai ankhiya chham-chham nir bahaau

mai chham-chham nir bahaau

chhut gaya baalam

chhut gaya baalam, haay saath hamara chhut gaya

tut gaya baalam

tut gaya baalam, mera pyaar bhara dil tut gaya

dil ki lagi ko kya koi jaane, mai jaanu dil jaane

palko ki chhaaya me naache

palko ki chhaaya me naache, dard bhare afasaane

ye dard bhare afasaane

chhod  gaye baalam

chhod  gaye baalam, mujhe haay akela chhod  gaye

tod gaye baalam

tod gaye baalam, mera pyaar bhara dil tod gaye

pahale man me aag lagi aur, phir barsi barsaat

aisi chali birhaa ki aandhi

aisi chali birhaa ki aandhi, tadapat hu din-raat

mai tadapat hu din-raat

chhut gaya baalam

chhut gaya baalam, haay saath hamara chhut gaya

chhod  gaye baalam

chhod  gaye baalam, mujhe haay akela chhod  gaye

Explore this song