Roman script

chhod  babul kaa ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada

chhod  babul kaa ghar mohe pi ke nagar

aaj jana pada o aaj jana pada

chhod  babul kaa ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada

sang sakhiyo ke bachapan bitati thi mai ha bitati thi mai

byah gudiyo kaa hans hans rachati thi mai ha rachati thi mai

sab se munh mod kar kya batau kidhar

dil lagana pada o aaj jana pada

chhod  babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada

chhod  babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada

yaad maayike ki dil se bhulaye chali ha bhulaaye chali 

preet man saajan ki bsaye chali ha bsaaye chali

yaas kar ke ye ghar royi aankhe magar muskurana pada 

aaj jaan pada 

chhod  babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada

chhod  babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada

chhod  babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada

chhod  babul ka ghar mohe pi ke nagar aaj jana pada

aaj jaan pada pahan ulfat ka gahana dulhan ye chali 

dola aaya piya ka sakhi main chali

pi ka chhuta nagar isliye chhikar mohe jaana pada 

aaj jaan pada 

aao saajan khade hai dwaar lene ko aaye tuhaar doli mein 

jaane ko ho jaa taiyar

Explore this song