Roman script

chhaya hua hai kadaki ka mausam

or pet khali ab kya kare

aise me dilbar dil mangta hai

bhojan ki thali ab kya kare

ab kya kare

koi na jane dil ki lagi ko

o dil ke mali ab kya kare haye 

aau to kaise

kadmo me jag ne janjir dali

ab kya kare o ab kya kare

sab kha rahe maje se prathe 

chale mere dil par chhuri or kate 

mohabbat me yaro nikla divala

sabki divali ab kya kare

koi na jane dil ki lagi ko

o dil ke mali ab kya kare haye 

o ab kya kare haye 

sara jamana khushiya  manaye

bin tere sajan kuch bhi na bhaye

tu dur hai to

pili padi hai balo ki lali

ab kya kare haye

koi na jane dil ki lagi ko

o dil ke mali ab kya kare haye 

o ab kya kare haye 

chhaya hua hai kadaki ka mausam

or pet khali ab kya kare

aise me dil bar dil mangta hai

bhojan ki thali ab kya kare

haye haye ab kya kare

Explore this song