Roman script
chhanchhan chhanchhan payal chanke khankhan khankhan kangana khanke chhanchhan chhanchhan payal chanke khankhan khankhan kangana khanke aise me chori chori chali ho kaha gori aaj ban thanke chhanchhan chhanchhan payal chanke khankhan khankhan kangana khanke badra ke sang chali leke umang chali mai to piya ki gali re badra ke sang chali leke umang chali mai to piya ki gali re naino me pyar liye solha singar kiye ban ke anarkali re naino me pyar liye solha singar kiye ban ke anarkali re dekho hai tedi raahe paanv na fisal jaye dekho hai tedi raahe paanv na fisal jaye chalo tham tham ke chhanchhan chhanchhan payal chanke khankhan khankhan kangana khanke tu hi meri duniya hai tu hi meri zindagi tu hi to bahar hai jab tu udaas hai khoya khoya mere liye sara sansar hai rut hai rangili suhani phulo pe aayi jawani chup chup na raho piya mujhse to kaho piya bhed zara man ke chhanchhan chhanchhan payal chanke khankhan khankhan kangana khanke aise me chori chori chali ho kaha gori aaj ban thanke chhanchhan chhanchhan payal chanke khankhan khankhan kangana khanke
Song details
- Singer: Manna Dey
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Maa Beta (1962)
- Composer: Hemant Bhosle
- Lyricist: Prem Dhawan
- Actor: Manoj Kumar
- Actor: Ameeta
- Actor: I S Johar
- Actor: Vijay Dutt
- Actor: Nirupa Roy
- Actor: Lalita Pawar
- Actor: Sheela Ramani
- Actor: Tarun Bose
- Actor: Manmohan Krishan
- Actor: Manorama
- Actor: Leela Mishra
Song video
singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar