Roman script

chhal baliye jadu kar gaya haye kya karu

kanhaiya jadu kar gayo haye kya karu mai

haye kya karu mai chhal baliya jadu haye haye 

kanhaiya jadu kar gayo bhar pichkari chhaliya ne mari

rang se bhar di chunriya hamari 

bhar pichkari chhaliya ne mari

rang se bhar di chunriya hamari 

apne hi rang me mohe rang gayo

haye kya karu mai chhal baliya jadu 

haye haye kanhaiya jadu kar gayo

man ki dagariya pag pag chhalke pag pag chhalke

man ki dagariya pag pag chhalke aayi hu apne kanha se milke

milke kanhaiya daga de gayo chhal 

baliya jadu kar gaya haye kya kru

haye kya karu mai chhal baliya jadu 

haye haye kanhaiya jadu kar gayo

mai to kisi ki laz na rakhu 

murli ki dhun pe chham chham nachu

mai to kisi ki laz na rakhu 

murli ki dhun pe chham chham nachu

murli bajake man har gayo haye kya karu mai

chhal baliye jadu haye haye kanhaiya jadu kar gayo haye kya karu

Explore this song