Roman script
chhabi teri madhur madhur pyaare par aansu mere haare hai naino se bahe jal ki dhara man me mere angaare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai aasha ke pallav sukh gaaye aasha ke pallav sukh gaaye kumhalaayi sapno ki kaliyaan kal milan muralika baagi jahaan suni man madhuban ki galiyaan sune naino ke gagan bich ye aansu bhor ke taare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai jab chaah na puri honi thi jab chaah na puri honi thi di chaah milan ki kyo man ko yun jinaa hai to jine kaa adhikaar diyaa kyo jivan ko kab ghadi milan ki aayegi ye vikal praan path haare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai man me mere angaare hai naino se bahe jal ki dhara man me mere angaare hai man me mere angaare hai
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Sudhir Phadke
- Film / album: Malti Madhav (1951)
- Composer: Sudhir Phadke
- Lyricist: Narendra Sharma
- Actor: Anant Marathe
- Actor: Durga Khote
- Actor: Balakram
- Actor: Baby Shakuntala
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Sudhir Phadke