Roman script

dil jala hoon gumshuda hoon bepanah tu

tu hai mere khwabo mein

har pal tujhko hi mein chahoon

tu hai mera aasmaan tu hai jahaan

karta hai dil mera

tujhko jo doondna paoon

oh jane tu hai kahaan

har pal sataye chehra tera

aankhen nashili aankhon mein hai chupa

dil ka iraada dil ki zubaan kya tere dil ne kaha 

dil bechain hai saansein tham si gayi hai kyun

mujh pe hai beasar baate sabhi

mein khoya rahoon bas tere hi khyalon mein

marke bhi mile jab kabhi

har pal sataye chehra tera aankhen nashili

aankhon mein hai chupa dil ka iraada dil ki zubaan

kya tere dil ne kaha dil jala hoon

gumshuda hoon bepanah tu mujhko 

har pal sataye chehra tera aankhen nashili

aankhon mein hai chupa dil ka iraada dil ki zubaan

kya tere dil ne kaha dil jala hoon

har pal sataye, gumshuda hoon

chehra tera bepanah teri aankhen nashili

aankhon mein hai chupa, dil jala hoon

dil ka iraada, gumshuda hoon, dil ki zubaan

kya tere dil ne kaha oo

Explore this song