Roman script

tujhko main rakh loon wahan
jahan pe kahi hai mera ykeen
main jo tera na hua
kisi ka nahi kisi ka nahi
le jaye jane kahan
hawayein hawayein
le jaaye tujhe kahan
hawayein hawayein
begani hai yeh dali
hawayein hawaye
le jaye tujhe kahan
hawayein hawaye
le jaye na jane kahan
na mujhko khabar na tujhko pata
o ho oo hawaye
banati hai jo tu
wo yadein jane sang mere kab tak chale
inhi mein to meri
subah bhi dhale shamein dhale mausam dhale
khayalon ka shaher
tu jane tere hone se hi aabad hai
hawaye haq me
wahi hai aate jate jo tera naam le
deti hai jo sadayein
hawayein hawayein
na jane kya bataye
hawayein hawayein hawayein 
chehra kyun milta tera
yun khwabon se mere
ye kya raaz hai
kal bhi meri 
na thi tu
na hogi tu kal 
meri aaj hai
teri hai meri saari
wafayein wafayein
mangi hai tere liye
duaein duaein
le jaye tujhe kahan
hawayein hawayein
le jaye mujhe kahan
hawayein hawayein
le jaye jane kahan
hawayein hawayein
le jaye tujhe kahan
hawayein hawayein 
le jaye jane kahan
hawayein hawayein
le jaye tujhe kahan
hawayein hawayein 
le jaye jane kahan
hawayein hawayein
le jaye mujhe kahan
hawayein hawayein
le jaye jane kahan
hawayein hawayein
le jaye tujhe kahan
hawayein hawayein

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Anushka Sharma, Shah Rukh Khan