Roman script

itni si baat hai waqt ke sau hath hai

rengke uchhalta main daudta har sadak

wo sochta sochta har ghadi sochta

soch ke sala sab karta hai narak

waqt to sidha sa hai

haraami meri jaat hai

bas itni si baat hai baat hai

waqt ke sau hath hai 

itni si baat hai waqt ke sau hath hai 

rengke uchhalta main daudta har sadak

wo sochta sochta har ghadi sochta

soch ke sala sab karta hai narak

kaisi kaisi kaisi aag sur teri

kaisi kaisi kaisi roshni

thoda thoda thoda sa duaan hai

thodi thodi thodi raakh bhi

iske sang hum kyun jale

duniya ke saath kyun chale

khaali ho dil ho ya bhara

har haal mein hum to ho le

itni si baat hai waqt ke sau hath hai 

rengke uchhalta main daudta har sadak

wo sochta sochta soch soch sochta

har ghadi sochta

soch ke sala sab karta hai narak

waqt to sidha sa hai

haraami meri jaat hai

bas itni si baat hai baat hai

waqt ke sau hath hai 

itni si baat hai waqt ke sau hath hai 

rengke uchhalta main daudta har sadak

wo sochta sochta har gadi sochta

soch ke sala sab karta hai narak

Explore this song